Headlines News :
Coming Soon- Thousands contacts of Kashyap Samaj from INDIA

Home » » STATEWISE LIST OF CASTES AND SUBCASTES

STATEWISE LIST OF CASTES AND SUBCASTES

Written By Unknown on Sunday 17 February 2013 | 02:01






STATEWISE LIST OF CASTES AND SUBCASTES OF 

KASHYAP’S COMMUNITY IN INDIA


ANDRA PRADESH
Angikula kshatriya, Bestha, besthar, Gangaputra, Gangavar, Goondla, Jalari, Koracha, Nayyala, Pattapa, Pali, Vadavalija, Vaddi, Jalkshatriya, Vanyekula Kshatriya(Yannekapu,Vanne Reddi,Palli Kapau,Palli Reddi )
 

ASSAM 
Bhoi, Mallah, Jhalo Malo,Jhalo, Malo, Malakar,Namsudra, Kaibarta, Patni, Kotal 

BIHAR
Bind,Dhimar Dheemar Dhivar Dhewar, Godia, Gond, Gariya, Guria, Raj Gond, Kewat Keot, Kharwar Khairwar Kherwar, Khagi, Kaibarta, Kahar, Manhji, ManjhiMajhwar, Nishad, Tiyar, Tyar, Tiar, Mallah
 

DELHI


Dhimar, Dheemar,Dhinwar, Dhewar, Kewat, Keot, Nishad, Godia, Gond Gariya, Guriya, Raj Gond, Kahar, Jhimar, Jhinwar, Jhiwar,Jhir,Jheer, Mallah, Turah, Turaha,Tureha,Turaiha
 

GOA 
Nayaka,
 

GUJRAT

Bhoi, Dhinwar BhoiGadhar Bhoi KhadiBhoi,Khase Bhoi, Zinga Bhoi Pardeshi Bhoi, Raj Bhoi, Dhiwar, DheemarDhimar, Dhivar,Dhevra,Gond, Raj Gond,Koli, Mahadev Koli, Malhar Koli, Donger Koli, Kolcha, Kolga, Tokre Koli, Kirat,Keer, Kewat, Kevat, Kahar, Dhuria Kahar Gondia Kahar,Khairwar, Mallah, Malhar,Machhendra, Machhawa, Nishad, Tindel, Palewar


HARYANA
Dhimar, Jhimar, KaharDheemar Jhinwar, MallahDhivar Jhiwar, JhirDhewar Jheer


HIMACHAL PRADESH
Dhimar, Jhimar, KaharDheemar Jhinwar, MallahDhivar Jhiwar, JhirDhewar Jheer

JAMMU AND KASHMIR
Dhimar, Jhimar, KaharDheemar Jhinwar, MallahDhivar Jhiwar, JhirDhewar Jheer

KERALA
Dhevara (Arya, Vala, Mukkuva, Mukaya, Bhoi,Mulaya, AravathiMale Araya), Meenugara Manigara, Mogera
 

KARNATAKA
Ambiga, Mukkuvena,Bestha, Besthar Mukkuvare,Bunde Besthar Mukayar, Bharika, Barikar, Marakula, Bhoyi,bhovi,Bovi, Mogera, Bheesmakula, Melanta, Gangaputra, Meddera, Gangakula, Machida,, Gange Makkalu Machimar, Gaurimatha Machala, Gangarassur Machava, Goni Kara, Gond, Raj Gond, Mudiraja, Gangamathu, Nayka, Harikanthra Naykara, Jalagera Nayaka, Kabber, Kabbera, Neeraganti, Korach, Nalekera, Koli, Parivara,Parevar, Kahr, Sunagara, Kabbaliga, Sephaliga, Kharvi, Soothkula, Meenugara, Manigara, Thoreya, Mogaveera, Vanyekula Kshatriya
(vannekapu, Vannereddi,Palli Reddi ), Siviyar, Siviar


MADHYA PRADESH
Dhimar, Dheemar, Dhivar, Dhewar, Dewar,Bhoi (Jhinga),Godia, Gond,Gariya, Guria, Raj Gond,Kewat, Kevat, Kharwar, Khairwar Kherwar,Keer,Kahar, Mallah, Manhji, Majhi, Majhwar, Nishad, Raikwar, Turha, Turah, Turaha, Tureha,Turaiha, Tiyar, Tyar, Tiar
 


MAHARASTRA 
Bhoi, Dhinwar Bhoi Gadhar Bhoi KhadiBhoi, Khase Bhoi, Zinga Bhoi, Pardeshi Bhoi, Raj Bhoi., Dhiwar, Dheemar,Dhimar, Dhivar, Daivar,Koli Dhor, Mahadev Koli, Malhar Koli, Donger Koli, Koleha Kolcha, Kolga, Tokre Koli, Kahar, Dhuria Kahar,Godia Kahar,GondKahar,Kirat, Keer, Kewat, Kevat,Kharwar, Khairwar ,Machhendra, Machhawa,Manzi, Gond, Raj Gond, ., Tindel, Palewar, Manzi, Malhar,Nishad


MANIPUR
Namsudra, Patni

MAGHALAYA
Jhalo- Malo, Jhalo, Malo, Kaibartta, Jaliya, Namsudra, Patni, Bhoi


MISORAM
Jhalo- Malo, Jhalo, Malo, Kaibartta, Jaliya, Namsudra, Patni, Bhoi


ORISSA
Dewar, Dhewar, Dhivar, Bhoi. Bhovi, Gond, Gondo, Jalia, Jaliya, Jhalo- Malo, Mala, Zala, Kaibartta, Kaibarta Jalia,Keuta, Kewata, Keute, Kevt, Namdas, Namsudra,Kharwar, Khairwar Khirwar, Tiyar, Tiar, Tior, Koli, Malhar.PUNJAB, Dhewar, Jhimar Jhinwar, Jhiwar, Jhir, Jheer, Kahar, Mallah

RAJASTHAN
Dhimar, Dheemar, Dhivar, Bhoi,Gond, Godia, Gariya, Guria, Raj Gond, Kahar, Kewat, Keot, Jhimar Jhinwar, Jhiwar, Jhir, Jheer, Keer, . Mallah,Manhji, Majhi, Majhwar, Riakwar,Koli,Dhor, Tokre Koli,Kolcha, Kolgha,


TRIPURA
Jalkaibatta, Kahar,Keot,Namsudra,Patni


TAMILNADU
Bostha,Bosthar,Narikanthra, Kharvi,Kebber,Kabbera, Meenugara, Manigara, Mukkavar Mukkuvar Mukayar,Parivara, Paravar, Meanevar ( Partharaja, Kulam,Pattanavar, Sembadavar),Siviyar, Siviar

UTTAR PRADESH
Dhimar, Dheemar, Dhinwar, Dhewar, Kharwar, Khairwar Khirwar, Godia,Gond, Gariya, Guria, Raj Gond, Mallah, Bind, Manhji, Majhi, Majhwar, Jhimar Jhinwar,Jhir, Jheer Jhiwar, Nishad,Kahar, Riakwar,Kewat, Keot, Turah, Turaha,Tureha,Turaiha


WEST BENGAL
Bind, Baidi, Chaia, Chain, Berchain,Duley, Dewar, Dhewar, Dhiver, Gond, Gondo, Gurrhi, Gonti, Jhalo- Malo, Malo, Kaibarta, Jaliya Kaibarta, Kotal, Keuta, Keweta, Keuta, Kevt, Kewet, Keyot, Keot, Kadma, KolaKharwar,Khirwar, Khairwar, Mallah, Meta, Namdas, Namsudra, Patni, Tiyar, Tiar, Tior, Sardia.

Share this article :

5 comments:

  1. SAFAL VYAKTI KI PARIBHASHA
    Gita me yogiraj sri krashan ji ne saankhaya[sanyas] yoga ki apeksha karma yoga ko shreshtha bataya hain . karmayoga ka matlab grahastha ke sabhi avashyaka karya karte huye ishwar ka dhyan karna.
    Grahstha ke karttavya karma jaise
    ♦Shareer ko swastha rakhne ke liye kishor avastha se hi vibhinna prakar ke vyayam jaise aasan, pranayama, walking, jogging, jim ityadi me se koi bhi niyamit roop se karna.

    ♦Achchhe charitra evam dherya ka hona.
    [achchhe charitra ka matlab yaha nahi hain ki hum bilkul hi logon ki taraf dekhna band kar de bas dekhne ka tarika sahi hona chahiye aakhir ye duniya dekhne ke liye hi to bani hain haan apni istri ke alava kisi Anaya ke sath sharirik sambandh banana maha paap hain vaise achchhe charitra ka matlab jeevan ke lagbhag har karya ko imandari ke sath karna hain .

    ♦Grahstha chalane ke liye rojgar ke prayapt sadhan ko prapt karna.
    [apni ruchi ke anusar koi bhi kaam bas avedh nahi hona chahiye]

    ♦Saste evam achchhe[cheap & best] kapde pahanne ka tarika hona yaha achchhe kapdo se matlab insaan padha likha lagna chahiye.
    [Aisi baat nahi hain ki achchhe kapde pahanker hi jeevan jiya ja sakta hain insaan kaise bhi kapde pahane bas sareer Dhaka hua hona chahiye lakin is adhunik yuga main jab hum achchhe kapde pahanker samaj ke padhe likhe logo me bethte hain to hum khud achchha mahasoos karte hain].
    ♦Samaj ke sabhi avashayak karya jaise shadi, vivah,utsav ityadi subh karya evam antim sanskar me yadi sambhav ho to parivar ke logo sahit hissa lena.

    ♦Kabhi-kabhi kisi jaruratmand ki nishkam bhav se madad karna.
    Ye sabhi grahstha ke karya hain. Jo vyakti uprokt sabhi karyo ko achchhe tarike se karta hain vaha safal vyakti hota hain.



    ReplyDelete
  2. ۞ JATI KE DHARMA KA PALAN KARNA۞
    Dharma ka matlab hindu muslim sikh isai hi nahi hain apitu ek manushay ke jitne bhi karttavya hain unka palan karna dharma hain.

    Jaise ek manushay kisi ka pita hain to usko pita dharma ka palan karna chahiye ek manushay kisi ka bhai hain to usko bhai dharma ka palan karna chahiye.
    Ek manushay kisi ka padosi hain to usko padosi dharma ka palan karna chahiye kabhi-2 apni yogyata ke anusaar padosiyo ki niswarth bhav se madad bhi karni chahiye chahe padosi kisi bhi jati dharma ke ho.

    Theek isi tarah hamne jis jati me janam liya hain jaise dhimar manjhi mallah nishad etc to hame apni jati dharma ka palan karna chahiye ye nahi hum or caste ke title apne naam ke sath lagaye apni caste se sambandhit title ko hi naam ke sath lagana chahiye matlab jati ko chhipaye nahi jaise [kashyap] common title hain ise koi bhi laga sakta hain daro mat dheeraj rakho dheere-2 sab theek ho jayega kyoki sab ishwar ke ansh hain.

    Kyoki gita ke [ch-3 slok-35] me yogiraj sri krishan ji ne bhi kaha hain ki dusro ke dharma ki apeksha apne dharma me jayada dosh hone par bhi apna dharma ati uttam hain apne dharma me to marna bhi kalyan karak hain or dusro ka dharma bhaya ko dene wala hain.

    Haan itna to jaroori hain ki apni jati me jo buraiya hain une door karne ki koshish karni chahiye jaise ashiksha andhvishvas berojgari nasha ityadi ko door karna.
    Hum sabhi ka yaha karttavya hain ki hum khoob achchhi prakar se padhe likhe sahi kaam kare jisse hum apna jeeevanstar sudhar sake.

    Yadi future me government jativad khatam karne ke liye koi vishesh kanoon banati hain tab jativad swatha hi khatam ho jayega us samay kanoon sab ke liye barabar hoga.

    ReplyDelete
  3. Fundamental rights (मौलिक अघिकार)
    Priya bhaiyo aap sabko samvidhan me diye gaye[ fundamental rights (molik adhikar evam fundamental duties)] ka pata hona chahiye jise aamtor per jine ka adhikaar bhi kahete hain
    kyoki molik adhikar jane bina ek vyakti bina pairo wale vyakti ke saman hain
    aamtor par gaon dehat main kya hota hain illiterate(anpadh) log poor logo ke sath taunting ityadi karte hain
    AS- Are bhai sadak ityadi par kyo ghoom rahe ho tax lag jayega ya aap kisi sarvajanik sthan par bathe ho aur koi aap se kahe bhai ye kewal hamare liye hain
    tab aap unse pyar se itna hi kahena bhai aap hamse aisa kaise kaha sakto ho sarvajanik chijo ko istemaal karna to har bhartiya ka molik adhikar hain aap samajdhar hokar hamare saath jahilo jaisi baat mat karo.
    Inka ullanghan karne par aap dosi vyakti ke khilaf high court me mukadma bhi kar sakte ho ye Six adhikar hain
    AS- (1) SAMANTA KA ADHIKAR! ( KISI BHI BHARTIYA NAGRIK PAR JATI LING NASAL STHAN ITYADI KE ADHAR PAR KISI BHI PRAKAR KA BHED BHAV NAHI KIYA JAYEGA)

    (2) SAVATANTRATA KA ADHIKAR! (HAR BHARTIYA NAGRIK KO POORE BHARAT ME PUBLIC PALACE PAR GHOOMNE PHIRNE ISTEMAAL EVAM NIWAS KARNE KI AJADI)
    * BUSINESS SELECT KARNE KI SWATANTRATA EVAM BINA HATIYAR KE SHANTIPOORVAK SABHA, SAMMELAN, JULOOS, PRADARSHAN KARNE KI SWATANTRATA. Sangh (union) banane ki swatantrata
    * VICHAR KARNE EVAM ABHIVYAKTI KI SWATANTRATA [ ABHIVYAKTI KA MATLAB VICHARO KO KAHENE KI SWATANTRATA LAKIN VICHAR AISE NAHI HONE CHAHIYE JISSE KISI KA MAN DUKHI HO YA HINSA PHELE

    * JEEVAN EVAM SHARIR RAKSHA KI SAVATANTRATA KA ADHIKAR! [ ISE VYAKTIGAT SAVATANTRATA KA ADHIKAR BHI KAHATE HAIN ] har bhartiya nagrik ko apni personal life jeene ka adhikar hain.
    * SUCHANA KA ADHIKAR! KOI BHI BHARTIYA NAGRIK kisi bhi GOVT. SEMI GOVT. DEPARTMENT EVAM PUBLIC LTD COMPANIES SE KOI BHI UCHIT JANKARI LENE KA ADHIKAR RAKHTA HAIN. (yaha adhikar jammu&Kashmir ke alava poore bharat par lagu hain) EVAM ISKA OFFICE DISTRICT KE COLLECTRATE ME HOTA HAIN .
    Public ltd companies vaha hoti hain jin companies me public ka paisa laga hota hain, ye company market main apne share issue karti hain.

    (3) SHOSHAN KE VIRUDDH ADHIKAR! (KISI BHI BHARTIYA NAGRIK SE JABARJASTI KOI BHI KAAM NAHI KARAYA JA SAKTA EVAM BAL MAJDOORI 14 SAAL SE KAM UMAR KE BACHCHO KO MAJDURI PAR NAHI LAGAYA JA SAKTA )

    (4) DHARMIK SWATANTRATA KA ADHIKAR! (KOI BHI BHARTIYA NAGRIK KISI BHI DHARMA KO APNA SAKTA HAIN EVAM USKA PRACHAR, PRASAR KAR SAKTA HAIN

    (5) RASTIYA SHIKSHA EVAM SANSKRITI KA ADHIKAR! (HAR BHARTIYA NAGRIK KO SHIKSHA KA EVAM APNI SANSKRITI, BHASA ITYADI KO POORE BHARAT ME APNANE KA ADHIKAR HAIN)
    (6) SAMVEDHANIK UPCHARO KA ADHIKAR !( JIS VYAKTI KE MOLIK ADHIKARO KA ULLANGHAN HUA HAIN TO VAHA COURT KI SARAN LE SAKTA HAIN)

    Lakin sarvajanik hito ko dhyan me rakhte huye emergency ki sthiti me molik adhikaro par avashyak pratibandh (ban) lagaya ja sakta hain. for example maan lo kahi danga fasad ho jaye aur karfu lag jaye to aise me hum sadak ityadi par nahi ghoom sakte.
    You can see update about fundamental rights on internet.


    ReplyDelete
  4. Agnikulakshatriya's(Pallava's) not never ever come to under fishermen community, so many people they don't no agnikulakshatriya's(pallava's) community History - because so many community's treat like That, at least agnikulakshatriya don't have any sub-caste's (please Don't try to blame the agnikulakshatriya(Pallava's) community)
    Some people Don't have manners They are treat like That(We not have other names we have one name That is AGNIKULAKSHATRIYA that's it......................)
    These are real fishermen community's -- Bestha, besthar, Gangaputra, Gangavar, Goondla, Jalari, Koracha, Nayyala, Pattapa, Pali, Vadavalija, Vaddi, Jalkshatriya, Vanyekula Kshatriya(Yannekapu,Vanne Reddi,Palli Kapau,Palli Reddi )

    ReplyDelete

 
Support : Praveen Kashyap
Proudly powered by Blogger
Copyright © 2013. Kashyap Samaj - All Rights Reserved
Originally Designed by Praveen Kashyap